love marriage specialist ko urdu zuban mein hum kahein gy manpasand shadi. agar aap google par jaein aur wahan keyword “manpasand shadi” search karen. tow aap dekhein gy das bees nahi senkaro websites aap ko milen gi jin mein manpasand shadi kay mutalik bohat kuch likha huwa hay. is liye hamein yahan zayada kuch likhnay ki zarurat ki nahi hay hum bas to the point baat karen gy aur phir is article ko close kar dein gy. dekhein mohabbat karna na tow koi jurram hay aur na koi gunnah sirf sharat yah hay kah mohabbat sachi ho aur niyyat nikah ki ho na kah gunnah ki. masla wahan khara hota hay jahan larki aur larkay kay ghar walay shadi par razamand nahi hotay. tab larka aur larki koi ghalat qadam uthanay ki taraf chalay jatay hein jaisa kah court marriage ya ghar say bhag jana.